What a song! Salty lyrics, complete surprise package from Gulzar.
mein chaand nigal gayee, hoji mein chaand nigal gayee daeeya re
hmm bheetar bheetar aag jale, baat karoon to sek lage
aji bheetar bheetar aag jale, baat karoon to sek lage
ho mein chaand nigal gayee daeeya re, ang pe aise chhaale pade
tej ka jhaunka ka karoon
sisi karti,sisi sisi karti mein maroon
jabaan pe laagaji laagaji re
jabaan pe laaga, jabaan pe laaga laaga re namak isk ka, tere isk ka
jabaan pe laaga laaga re, jabaan pe laaga laaga re
namak isk ka tere isk ka
balam se maanga maanga re balam se maanga re
balam se maanga maanga re namak isk ka haye re, tere isk ka
sabhi chhede hain mujhko sipahiye baanke chhamiye
haan haan haanji haan
ahaji ahaji aah
sabhi chhede hain mujhko sipahiye baanke chhamiye
ho thadi dene lage hain gali ke baniye baniye
koi ko kaudi tu bhi laute de koi to kaudi
aji thodi thodi shehed chataa de
tej ka tadka ka karoon, sisi karti mein maroon
raat bhar chhaana re
raat bhar chhaana chhaana re namak isk ka, tere isk ka
jabaan par laaga laaga re namak isk ka, tere....
ho aisi bhook lagi jaalim ki,
aisi bhook lagi jaalim ki,
ke baansuri jaisi baaji mein
aur jo bhi kahaa us chandrbhaan ne, pat se ho gayee raaji mein
baansuri jaisi baaji mein, pat se ho gayee raaji mein
ahaji ahaji haaye
kabhi ankhiyon se peena kabhi hoton se peena
kabhi ankhiyon se peena kabhi hoton se peena
kabhi acchha lage marna, kabhi muskil lage jeena
karvat karvat pyaas lagi thi
aji balam ki aahat paas lagi thi
tej ka jhaunka ka karoon, sisi karti mein maroon
dali bhar daalaji daalaji daalaji daalaji daalaji daalaji re
dali bhar daala daala re namak isk ka tere isk ka
jabaan par laaga laaga re namk isk ka, tere isk ka
balam se maanga maanga re namak isk ka tere isk ka.
Friday, July 27, 2007
Subscribe to:
Comments (Atom)